Thursday, June 23, 2005

Dream

Aksar kwab hote hein sirf tootne ke lie
kya yahi sochkar hum kwab dekhna band kar de,
is par me to sirf itna hi kahunga ki
har toote kwab se ek sabak nikala jae
phir se ek khwab banaya jae,
kitne kwab todegi ye berehm dunia,
kyon na har rat ek khwab banaya jae.

1 comment:

Anonymous said...

Its good Sachin. I really appreciate it.

Likhte rahna humesha ki kuch nishaan tumhare raj jayenge,
Warna to ye duniya do din mein bhula deti hai.