Sunday, October 15, 2006

Safar ek naya shuru ho pada he........


These are few lines I have written on the first day of my job..........

Safar Ek naya shuru ho Chala he,
Ummedo umango ka nashaa sa Chada he,
anubhaw puraane, yaadein puraani,
baanaai he humko nai ek kahaani,
Sunani he sabki baate sayaani,
Karni he kuch ab to manmaani,
Chamaknaa he jaise aasmaan me sooraj,
Dikhnaa he jaise gagan me sitaare,
Safar to chale hein bahut humne pahle,
magar is safar me bahut kuch he paana,
raah me milenge bahut se anjaane,
sabhi se milkar hume he muskuraana,
sikhaayaa he duniyaa ne bahut kuch humko,
un sab baaton ko yahan he aazmana,
jaana he humko aasama se bhi aage,
kadinaayion ko he saari bhool jaanaa,
aashaayein adhik he, vishwas he poora humko,
Jeet aakhirkaar hai humko ek din he jaanaa,
karna he kuch aisa raha jaae naam apnaa,
maksad he ek alag pahchaan choor jaanaa.....

SACHIN JAIN

Thursday, October 05, 2006

इन लड़कियों की क्या बत्ताएं इनकी हर अदा है निराली

इन लड़कियों की क्या बत्ताएं इनकी हर अदा है निराली
पैसों में हमेशा संदल है और मुह में हमेशा गाली
हम लडको को कुछ नहीं समझती होती है ये नखरे वाली
पर इन्हें क्या पता बिना लडको के जीवन है इनका खाली

लड़के करें ना अगर छेड़खानी तो सजने सवांरने का क्या फायदा
देख कर इनको ना वो सीटी बजाएं तो यूँ मटकने का क्या फायदा
सुनकर इनका काम टाल जाए तो यूँ मुस्कराने का क्या फायदा
देखकर इनको ना वो आहें भरे तो छोटे कपडे पहनने का क्या फायदा